Skip to main content

NAAT LYRICS - ARAB KE CHAND SA HASSEN kOI NHI KOI NHI

Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi koi nahi koi nahi arab ke chand sa haseen Ye aasman ye zameen,ye mahr-o maah dil nasheen Naseem-e subh-e anbareen bahar-e husn-e aafreen Gulaab ho ke yasmeen kisi ne dekha he kaheen Arab ke chand sa haseen,nahi nahi nahi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi koi nahi koi nahi arab ke chand sa haseen Sitaare unki raah me,zamana unki chaah me Nabi ki khaanqah me,hen do jahan panaah me Sitaare unki raah me,zamana unki chaah me Nabi ki khaanqah me,hen do jahan panaah me Maqaam ap ka he wo,jahaan kabhi puhanch sake Khayal wehm or yaqeen,nahi nahi nahi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi koi nahi koi nahi arab ke chand sa hasee Wo ja rahe hainn arsh par, bulandiyon ka he safar Ke sidra bhi he rahguzar,hen aap sab ke muntazar Wo ja rahe hen arsh par,bulandion ka he safar Ke sidra bhi he rahguzar,hen aap sab ke muntazar Azal se aaj tak bhala, koi bhi is tarah hua khuda ke sath hamnasheen,nahi nahi nahi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi koi nahi koi nahi arab ke chand sa haseen Ye bole jibraeel agar, barha jo aage baal bar He jalwa itna pur asar, jalengy mery baal-o par Ye bole jibraeel agar,barha jo aage baal bar He jalwa itna pur asar,jalengy mery baal-o par Maqaam-e qurb ko chale akely hi nabi mery Ye kehty reh gaye ameen, nahi nahi nahi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi koi nahi koi nahi arab ke chand sa haseen Shareer ek aduwe jaan, hua nabi ka mehmaan Tu kha ke sab ki rotiyan, najas bana gaya makaan Shareer ek aduwe jaan, hua nabi ka mehmaan Tu kha ke sab ki rotiyan, najas bana gaya makaan Huzoor ne wo gandagi,khud apne hathon saaf ki Jabeen pe ek shikan kahin,nahi nahi nahi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi koi nahi koi nahi arab ke chand sa haseen Mery huzor sarbasar,nishaan-e azmat-e bashar Wo bekason ke chaara gar,wo khalq me buzurg tar Mery huzor sarbasar,nishaan-e azmat-e bashar Wo bekason ke chaara gar,wo khalq me buzurg tar Ghazab me hoga jab khuda,to ek huzor ke siwa Koi shafi-e muznibeen,nahi nahi nahi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi Arab ke chand sa haseen koi nahi koi nahi koi nahi koi nahi arab ke chand sa haseen

Comments

Popular posts from this blog

Privacy Policy for Islamic Wave app

Privacy Policy for  Islamic Wave : Islamic knowledge Namaz Dua Quotes   App  We collect and use the following information to provide, improve and protect our Services: Islamic Wave : Islamic knowledge Namaz Dua Quotes   App required permission when you use our app Local storage :-  We are collecting Local Storage permission to store downloaded pictures or videos on local storage. When this Privacy Policy applies :-  Our Privacy Policy applies to all of the services offered by Islamic Wave App. Notification service: To update you with latest status. Changes :-  Our Privacy Policy may change from time to time. We will post any privacy policy changes on this page and, if the changes are significant, we will provide a more prominent notice.

Eman Ki Mehnat by Hazrat ji Md Yusuf Kandhalvi rh.a

‏ایمان کی جدوجہد کے لئے دن کے اوقات میں ٹھوکریں کھانا، اور رات کے اندھیروں میں رونا عالم کے احوال کی درستگی کا وسیلہ ہے ، ، (حضرت جی مولانا محمد یوسف صاحب کاندھلوی ؒ ، تذکرہ حضرت جی ؒ ص : ١٠٧)